Kho gyi thi duniyaa m apni
Sambhaala tha tumne aake usm
Alg ho gyi this is jahaan se m
Joda tha thoda sa phir se tumne
Tut k bikhar gyi thi meri duniya
Pyaar se sajaane ki koshish ki thi tumne
Bharosa nhi tha logo pr
Khud pr bharosa dilaaya tha tumne
Vehm ho gya tha mujhe
Jise dur krna sikhaya tha tumne
Zaruri tha kya?
Aise mujhe sbse mila kr chod jaana accha tha kya?
Kyu aaye the jodne mujhe,
Jb jaana tumhe dubara Tod kr hi tha?
Dosti ki thi tumse,
Maana tumko apna sa tha,
Par tumne bhi na smjha apna mujhe,
Paraaya krk chod toh gye,
Par mud kr bhi na dekha.
Itni si guzaarish thi, ki rehna saath hmesha
Nhi reh skte the, toh vaada kyu kiya jhootha?
Pyaar dosti h aur mujhe pyaar tha tumse keh kr sb chod k tum chle gye.
Zaruri tha kya?
Aise khud se juda krna mujhe aasan tha kya?
Kya kch nhi tha beech hmare?
Tumhaara jaana itna hi zaruri tha kya?
#3 ROMANTIC – ZARURI THA KYA?
Kho gyi thi duniyaa m apni
Sambhaala tha tumne aake usm
Alg ho gyi this is jahaan se m
🤩🤩
Amazing 😍😍😍
loved it
Vaah! Amazing
WOAHHH
“Vehm ho gaya tha mujhe jise door karna sikhaya tumne”☹️ouch
Ek relatable poem ke liye thanks💗
Very superb information can be found on web site.Blog money
I think this is one of the most important info for me. And i’m glad reading your article. But wanna remark on few general things, The site style is great, the articles is really great : D. Good job, cheers