Main ishq likhu tujhe hojaee
Hoga nahi par
kaash hojata
Kaash iskq bhi ek panne par
Siyahi se likhne jitna asaan hota
Kaash ek dusro ko samjhane ke lie
Voh ghanto barbaad na kie hote
Ek dusre ko ussi haal pr chordke
aage na bade hote
Kaash voh dor kabhi tuti Hi na hoti
Ye Kathin sa ishq
Kaash koi asaan se shabdo me
Samjhaya ja skta hota
Kaash koi kitaab likhi hoti Ki
kitna iskq hai hame
ankhien padhte or
samjh askta
Main iskq likhti
Or kaash
Tujhe hojata
Main ishq likhun tujhe hojaae
Main ishq likhu tujhe hojaee
Hoga nahi par
kaash hojata
I was looking at some of your content on this website and I believe
this site is rattling informative! Keep posting.Raise range
You absolutely know how to keep your readers interest with your witty thoughts on that topic. I was looking for additional resources, and I am glad I came across your site. Feel free to check my website Article Home about SEO.